Kyun Rabba lyrics – Armaan Malik
Song | Kyun Rabba |
Singer | Armaan Malik |
Music | Amaal Mallik |
Lyrics | Kumaar |
Movie | Badla (2019) |
[Dil Hanste Hanste Ro Pada
Dard Aansuon Me Hai Bada] –(2)
Tooti Sab Se Hai Yaari
Main Toh Zindagi Se Haari
Gayi Saanson Ko Dukha Ke
Kahan Pe Yeh Hawa
[Kyun Rabba, Is Qadar Todeya Ve
Ke Ek Tukda Na Chhodeya
Dhadakne Ke Liye Dhadkano Me
Kuchh Na Bacha] –(2)
Todeya Ve, Todeya Ve
Dhadkano Me, Todeya Ve
[Khud Ka Wajood Kho Gaya
Saaya Bhi Paraaya Ho Gaya
Dekha Hai Tujhko Kahin Pe
Bole Mera Aayina] –(2)
Khud Ko Na Pehchaanu
Pata Khud Ka Na Jaanu
Jaaun Ab Main Kahan Pe
Dikhe Na Raasta
[Kyun Rabba, Is Qadar Todeya Ve
Ke Ek Tukda Na Chhodeya
Dhadakne Ke Liye Dhadkano Me
Kuchh Na Bacha] –(2)
[Dil Ka Naseeb Tha Bura
Jo Socha Tha, Woh Na Hua
Door Se Jo Laga Samundar
Tha Woh Manzar Ret Ka] –(2)
Dhokha De Gayi Taqdeerein
Jhoothi Nikli Lakeerein
Karu Kispe Yakeen, Samajh Me Aaye Na
[Kyun Rabba, Is Qadar Todeya Ve
Ke Ek Tukda Na Chhodeya
Dhadakne Ke Liye Dhadkano Me
Kuchh Na Bacha] –(2)
Todeya Ve, Todeya Ve, Dhadkano Me