Deewwani lyrics – Himani Kapoor, Sahil Solanki
Song | Deewwani |
Singer | Himani Kapoor, Sahil Solanki |
Composer | Rimi Dhar |
Lyrics | Rimi Dhar |
Sau Barbaad Hue, Pyar Me Khaak Hue
Toote Hue Dil Le Le Ke Ghoome
Aise Haalaat Hue
Daur Buzurgon Ka Tha, Ghalib Kehta Bhi Tha
Jannat Dikhti Hai Shuru Shuru Me
Phir Kaun Saath Hue
Chaand Aur Chakor Ki Prem Kahani
Baatein Hain Saari Janmon Puraani
Nikla Na Khush Ho Ke Koi Deewana
Aur Woh Roti Rahi
Bechaari Deewwani Deewani
Aankhein Namm, Dil Garam Kar Jaate Hain
Ishq Wale Bas Gham De Jaate Hain
Bolenge, Taare Vaare Tod Le Aate Hain
Aakhir Me, Saale Chhod Ke Jaate Hain
Saajan Ne Dhokha Dhokha Diya
Waah Ji, Kya Dhokha Dhokha Diya
Jeene Marne Ke Jo Vaade Kiye
Bolo, Un Vaadon Ka Phir Kya Hua
Kaisi Saudebaaziyan
Tabhi Toh Daur Buzurgon Ka Tha
Ghalib Kehta Bhi Tha
Jannat Dikhti Hai Shuru Shuru Me
Phir Kaun Saath Hue
Chaand Aur Chakor Ki Prem Kahani
Baatein Hain Saari Janmon Puraani
Nikla Na Khush Ho Ke Koi Deewana
Aur Woh Roti Rahi
Bechaari Deewani Deewwani
Chaand Aur Chakor Ki Prem Kahani
Baatein Hain Saari Janmon Puraani
Nikla Na Khush Ho Ke Koi Deewana
Aur Woh Roti Rahi, Aur Woh Roti Rahi
Aur Woh Roti Rahi Bechaari Himaani