Song Craft Season 1 (Album)

Naina Kamaal lyrics – Hariharan

SongNaina Kamaal
SingerHariharan
ComposerImran Khan
WriterImran Khan
AlbumSong Craft Season 1 (2024)

Naina Kamaal Tore Naina Kamaal –(2)

Kabhi Poochhe Sawaal, Kabhi De Yeh Jawaab –(2)
In Naino Ka Jadoo Ab Tak Koi Na Samjha

Naina Kamaal Tore Naina Kamaal –(2)

[Jhooth Kahan Bolte Hain
Sach Yeh Bataate Hain
Naina Toh Dil Ka
Chehra Dikhaate Hain] –(2)

Inme Haya Hai, Inme Maasoomiyat
Dil Ko Lubhaane Ki Qaabiliyat

Aisa Vaar Kiya, Aisa Zakhm Diya –(2)
In Naino Ne Ghaayal, Yaar Humko Kar Diya

Naina Kamaal Tore Naina Kamaal –(2)

Kabhi Poochhe Sawaal, Kabhi De Yeh Jawaab –(2)
In Naino Ka Jadoo Ab Tak Koi Na Samjha

Naina Kamaal Tore Naina Kamaal –(2)

Naina Kamaal.. Tore Naina Kamaal
Naina, Naina..

Similar Song Lyrics