Phool Jaisi Muskaan Teri lyrics – Taqdeerwala
Song | Phool Jaisi Muskaan |
Singer(s) | Kumar Sanu, Sadhana Sargam |
Music | Anand-Milind |
Lyrics | Sameer Anjaan |
Movie | Taqdeerwala (1995) |
[Phool Jaisi Muskaan Teri
Tu Banega Pehchaan Meri] –(2)
Ambar Ke Taaron Ko
Dharti Pe Laana Hai
Raja Iss Duniya Ka
Banke Dikhana Hai
Maa Ki Duaa Hai
Phule-Phale Tu
Sacchaiyon Ke
Raste Chale Tu
Phool Jaisi Muskaan Teri
Tu Banega Pehchaan Meri
Chanda Re Chanda Re Chanda Re –(2)
Tu Aisa Chaand Munna
Jisme Koi Daag Nahi
Teri Boliyon Sa
Koi Dooja Raag Nahi
Meri Palkon Me Basaa Hai
Meri Aankhon Me Hai Tu
Tu Hai Mera Jeevan
Meri Saanson Me Hai Tu
Maa Ki Duaa Hai
Phule-Phale Tu
Sacchaiyon Ke
Raste Chale Tu
[Phool Jaisi Muskaan Teri
Tu Banega Pehchaan Meri] –(2)
Teri Ungli Thaam Ke Hi
Chalna Seekha Hai Maa
Tera Naam Aaya
Jab Kholi Yeh Zubaan
Yeh Meri Zindagi Hai
Teri Pooja Ke Liye
Jalte Hi Rahenge
Teri Mamta Ke Diye
Ab Toh Laga Le
Mujhko Gale Tu
Mujhko Chhupa Le
Aanchal Tale Tu
[Phool Jaisi Muskaan Teri
Tu Banega Pehchaan Meri] –(2)
Ambar Ke Taaron Ko
Dharti Pe Laana Hai
Raja Iss Duniya Ka
Banke Dikhana Hai
Maa Ki Duaa Hai
Phule-Phale Tu
Sacchaiyon Ke
Raste Chale Tu
Phool Jaisi Muskaan Teri
Tu Banega Pehchaan Meri