Chaand Chhupa Baadal Mein lyrics
Song | Chand Chhupa Badal Mein |
Singer(s) | Udit Narayan, Alka Yagnik |
Music | Ismail Darbar |
Lyrics | Mehboob Kotwal |
Movie | Hum Dil De Chuke Sanam (1999) |
[Chaand Chhupa Baadal Me
Sharma Ke Meri Jaana] –(2)
Seene Se Lag Ja Tu
Balkha Ke Meri Jaana
Gumsum Sa Hai, Gupchup Sa Hai
Madhosh Hai, Khaamosh Hai
Yeh Samaa, Haan Yeh Samaa
Kuchh Aur Hai
Chaand Chhupa Baadal Me
Sharma Ke Meri Jaana
Seene Se Lag Ja Tu
Balkha Ke Meri Jaana
Nazdeekiyan Badh Jaane De
Arey Nahi Baba Nahi
Abhi Nahi Nahi Nahi
Yeh Dooriyan Mit Jaane De
Arey Nahi Baba Nahi
Abhi Nahi Nahi Nahi
Door Se Hi Tum Jee Bhar Ke Dekho
Tum Hi Kaho Kaise Door Se Dekhoon?
Chaand Ko Jaise Dekhta Chakor Hai
Gumsum Sa Hai, Gupchup Sa Hai
Madhosh Hai, Khaamosh Hai
Yeh Samaa, Haan Yeh Samaa
Kuchh Aur Hai
Chaand Chhupa Baadal Me
Sharma Ke Jaan-E-Jaana
Seene Se Lag Ja Tu
Balkha Ke Meri Jaana
Aaja Re Aaja Chanda
Ke Jab Tak Tu Na Aayega
Sajna Ke Chehre Ko Dekhne
Yeh Mann Tarsa Jayega
Na Na Chanda, Tu Nahi Aana
Tu Jo Aaya Toh
Sanam Sharma Ke Kahin Chala Jaaye Na
Aaja Re Aaja Chanda
Tu Laakh Duaayein Payega
Na Na Chanda, Tu Nahi Aana
Warna Sanam Chala Jayega
Aanchal Me Tu Chhup Jaane De
Arey Nahi Baba Nahi
Baba Nahi Nahi Nahi
Zulfon Me Tu Kho Jaane De
Arey Re Nahi Baba Nahi
Abhi Nahi Nahi Nahi
Pyar Toh Naam Hai Sabr Ka Humdum
Woh Hi Bhala Bolo Kaise Karein Hum?
Saawan Ki Raah Jaise Dekhe Mor Hai
Rehne Bhi Do, Jaane Bhi Do
Ab Chhodo Naa, Munh Modo Naa
Yeh Samaa, Haan Yeh Samaa
Kuchh Aur Hai
[Aaya Re Aaya Chanda
Ab Khwaahish Poori Hogi
Chaandni Raat Me Har Sajni
Apne Sajna Ko Dekhegi] –(3)