Khushiyan Aur Gham lyrics – Mann
Song | Khushiyan Aur Gham |
Singer(s) | Udit Narayan, Anuradha Paudwal |
Music | Sanjeev–Darshan |
Lyrics | Sameer Anjaan |
Movie | Mann (1999) |
[Khushiyan Aur Gham Sehti Hai
Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai
Ab Tak Kisi Ne Na Jaana
Zindagi Kya Kehti Hai] –(2)
Apni Kabhi, Toh Kabhi Ajnabee
Aansoo Kabhi, Toh Kabhi Hai Hansi
Dariya Kabhi, Toh Kabhi Tishnagi
Lagti Hai Yeh Toh
Khushiyan Aur Gham Sehti Hai
Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai
Ab Tak Kisi Ne Na Jaana
Zindagi Kya Kehti Hai
Khaamoshiyon Ki Dheemi Sada Hai
Yeh Zindagi Toh Rab Ki Dua Hai
Chhoo Ke Kisi Ne Isko
Dekha Kabhi Na
Ehsaas Hi Hai Khushboo
Mehki Hawa Hai
Khushiyan Aur Gham Sehti Hai
Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai
Ab Tak Kisi Ne Na Jaana
Zindagi Kya Kehti Hai
Mann Se Kaho Tum, Mann Ki Suno Tum
Manmeet Koi Mann Ka Chuno Tum
Kuchh Bhi Kahegi Duniya
Duniya Ki Chhodo
Palkon Me Sach Ke Jhilmil
Sapne Buno Tum
Khushiyan Aur Gham Sehti Hai
Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai
Ab Tak Kisi Ne Na Jaana
Zindagi Kya Kehti Hai
Apni Kabhi, Toh Kabhi Ajnabee
Aansoo Kabhi, Toh Kabhi Hai Hansi
Dariya Kabhi, Toh Kabhi Tishnagi
Lagti Hai Yeh Toh
Khushiyan Aur Gham Sehti Hai ~(2)
Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai ~(2)
Ab Tak Kisi Ne Na Jaana ~(2)
Zindagi Kya Kehti Hai ~(2)