Jaana Hai lyrics – Dum Maaro Dum
Song | Jaana Hai |
Singer(s) | Zubeen Garg |
Music | Pritam |
Lyrics | Jaideep Sahni |
Movie | Dum Maaro Dum (2011) |
Jaana Hai Baadal Se Door
Chhaaya Hai Paagal Suroor
Raahein Bhi Bechain Hain
Bepanaah Yeh Nain Hain
Ho Naina Jaage Jaage
Ho Chaina Thaake Thaake
Toh Muskura Ke Bolna
Kal Ko So Lenge
Ho Manzil Meelon Aage
Jo Dil Ko Bojhal Laage
Toh Muskura Ke Bolna
Kal Ko Ro Lenge
Kehti Aayi Mehfil
Jo Kahaani Phusphusa Ke
Kehkahon Me Yun Uda Ke
Munhzubaani Hi Bana Ke
Rokegi Woh Tujhe
Hoga Kuchh Na Haasil
Himmaton Se, Zalzalon Se
Diljalon Ke Chochlon Se
Chaar Pal Ke Bulbulon Se
Tokegi Woh Tujhe
Jaana Hai Baadal Se Door
Chhaaya Hai Paagal Suroor
Raahein Bhi Bechain Hain
Bepanaah Yeh Nain Hain
Ho Naina Jaage Jaage
Ho Chaina Thaake Thaake
Toh Muskura Ke Bolna
Kal Ko So Lenge
Ho Manzil Meelon Aage
Jo Dil Ko Bojhal Laage
Toh Muskura Ke Bolna
Kal Ko Ro Lenge
Har Pal Inteha Hai
Ibtida Hai, Imtehaan Hai
Faaslon Ka Kaafila Hai
Roshni Na Darmiyan Hai
Door Hai, Door Hai
Manzil Dekhti Hai
Tera Manzar Muskura Ke
Dekh Nazrein Toh Utha Ke
Hai Bulaata Chhamchhama Ke
Noor Hai, Noor Hai
Jaana Hai Baadal Se Door
Chhaaya Hai Paagal Suroor
Raahein Bhi Bechain Hain
Bepanaah Yeh Nain Hain
Ho Naina Jaage Jaage
Ho Chaina Thaake Thaake
Toh Muskura Ke Bolna
Kal Ko So Lenge
Ho Manzil Meelon Aage
Jo Dil Ko Bojhal Laage
Toh Muskura Ke Bolna
Kal Ko Ro Lenge