Aafaton Ke Daur Mein lyrics
Song | Aafaton Ke Daur Mein |
Singer(s) | Himesh Reshammiya, Salman Ali |
Music | Himesh Reshammiya |
Lyrics | Shabbir Ahmed |
Movie | Badass Ravi Kumar (2025) |
Tere Naam Se Roshan Subah Ho Meri
Tere Naam Se Dhadkan Jawaan Ho Meri
Tere Naam Se Duniya Tabaah Ho Meri
Tabaah Ho Meri, Tabaah Ho Meri
Yeh Bekaraari Kyun Ho Rahi Hai
Dil Yaar Mera Dhadakne Laga
Baanhon Me Tujhko Bharne Ko Main Toh
Deewaane Jaisa Tadapne Laga
Har Lamha Lamha Meri Fitrat Hai Tu
Aafaton Ke Daur Me Chain Hai Tu –(2)
Tere Dil Me Zara Si Jagah Mil Gayi
Mere Jeene Ki Mujhko Wajah Mil Gayi
Mere Dard Ko Jaise Dawa Mil Gayi
Dawa Mil Gayi, Dawa Mil Gayi
Maine Jaana, Ishq Kya Hai
Aashiqui Ka Daur Kya Hai
Tujhpe Jeena, Tujhpe Marna
Zindagi Me Aur Kya Hai
Yeh Bekaraari Kyun Ho Rahi Hai
Dil Yaar Mera Dhadakne Laga
Baanhon Me Tujhko Bharne Ko Main Toh
Deewaane Jaisa Tadapne Laga
Har Lamha Lamha Meri Fitrat Hai Tu
Aafaton Ke Daur Me Chain Hai Tu –(2)
Tere Mere Darmiyan Toh
Jo Bhi Kuchh Hai, Dillagi Hai
Aarzoo Hai, Justjoo Hai
Tujhko Paana Zindagi Hai
Yeh Bekaraari Kyun Ho Rahi Hai
Dil Yaar Mera Dhadakne Laga
Baanhon Me Tujhko Bharne Ko Main Toh
Deewaane Jaisa Tadapne Laga
Har Lamha Lamha Meri Fitrat Hai Tu
Aafaton Ke Daur Me Chain Hai Tu –(2)