Aaj Ki Raat lyrics - Stree 2
Stree 2 (2024)
| Song | Aaj Ki Raat |
| Singer(s) | Madhubanti Bagchi, Divya Kumar, Sachin–Jigar |
| Composer | Sachin–Jigar |
| Lyrics | Amitabh Bhattacharya |
| Movie | Stree 2 (2024) |
[Thodi Fursat Bhi, Meri Jaan
Kabhi Baanhon Ko Dijiye] –(2)
[Aaj Ki Raat Maza Husn Ka
Aankhon Se Lijiye] –(2)
[Waqt Barbaad Na Bin Baat Ki
Baaton Me Kijiye] –(2)
[Aaj Ki Raat Maza Husn Ka
Aankhon Se Lijiye] –(2)
[Jaan Ki Kurbaani Le Le Dilbarjaani
Tabaahi Pakki Hai
Aag Tu, Main Paani] –(2)
[Mere Mehboob, Samajhiye Zara
Mauke Ki Nazaaqat] –(2)
[Ke Khareedi Nahi Ja Sakti
Haseeno Ki Ijaazat] –(2)
Naaz Itna, Meri Jaan
Naaz Itna Bhi Nahi Khokhle
Vaadon Pe Kijiye
[Aaj Ki Raat Maza Husn Ka
Aankhon Se Lijiye] –(2)
[Jaan Ki Kurbaani Le Le Dilbarjaani
Tabaahi Pakki Hai
Aag Tu, Main Paani] –(2)