Aashiq Banaya Aapne

Aashiq Banaya Aapne lyrics (Title Song)

SongAashiq Banaya Aapne (Title Song)
Singer(s)Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal
MusicHimesh Reshammiya
LyricsSameer Anjaan
MovieAashiq Banaya Aapne (2005)

Aashiq Banaya
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Aapne

Aashiq Banaya, Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Aapne

Tere Bin Sooni Sooni Hai Baahein
Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein Tere Bin

Tere Bin Sooni Sooni Hai Baahein
Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein Tere Bin

[Aashiq Banaya, Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Aapne] –(2)

[Tere Bin Lamha Lamha Sataaye
Tere Bin Bekaraari Jalaaye
Tere Bin Chain Mujhko
Na Aaye Tere Bin] –(2)

[Meri Nigaahon Me
Tera Chehra Rawaan Hai
Gehre Hain Armaan
Janejaan Paagal Samaa Hai] –(2)

Ho.. Apne Daayare Se
Main Toh Chhootne Lagi Hoon
Tere Baazuon Me Aake
Tootne Lagi Hoon

Apne Daayare Se
Main Toh Chhootne Lagi Hoon
Tere Baazuon Me Aake
Tootne Lagi Hoon

Tere Bin Jeena Nahi Hai Gawara
Tere Bin Dil Ka Nahi Hai Guzara
Tere Bin Kaun Apna Sahara Tere Bin

Aashiq Banaya, Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Aapne

[Bechainiyon Ka
Faaslon Ka Silsila Hai
Dard-E-Jigar Ka
Yeh Sabab Humko Mila Hai] –(2)

Haan Haan Haan.. Betabiyon Ne
Humko Choor Kar Diya Hai
Paas Aane Pe
Majboor Kar Diya Hai

Betabiyon Ne Humko
Choor Kar Diya Hai
Paas Aane Pe
Majboor Kar Diya Hai

Tere Bin Raat Kat-Ti Nahi Hai
Tere Bin Pyaas Mit-Ti Nahi Hai
Tere Bin Doori Ghat-Ti Nahi Hai
Tere Bin

[Aashiq Banaya, Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Aapne] –(2)

Tere Bin Sooni Sooni Hai Baahein
Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein Tere Bin

Tere Bin Lamha Lamha Sataaye
Tere Bin Bekaraari Jalaaye
Tere Bin Chain Mujhko
Na Aaye Tere Bin

Tere Bin –(3)

Similar Song Lyrics