Deewana (Album)

Ab Mujhe Raat Din lyrics – Sonu Nigam

SongAb Mujhe Raat Din
Singer(s)Sonu Nigam
MusicSajid-Wajid
LyricsFaaiz Anwar
AlbumDeewana (1999)

[Ab Mujhe Raat Din
Tumhara Hi Khayal Hai] –(2)
Kya Kahoon Pyar Me
Deewano Jaisa Haal Hai

Deewano Jaisa Haal Hai
Tumhara Hi Khayal Hai

Ab Mujhe Raat Din
Tumhara Hi Khayal Hai
Kya Kahoon Pyar Me
Deewano Jaisa Haal Hai

Tumko Dekhe Bina, Chain Milta Nahi
Dil Pe Ab Toh Koi, Zor Chalta Nahi

Jadoo Hai Kaisa, Dil Ki Lagi Me
Doob Gaya Hoon, Iss Bekhudi Me

Ab Mujhe Raat Din
Tumhara Hi Khayal Hai
Kya Kahoon Pyar Me
Deewano Jaisa Haal Hai

Har Pal Dhoonde Nazar, Tumko Hi Janeman
Hadd Se Badhne Laga, Mera Deewanapan

Dil Me Basa Loon, Apna Bana Loon
Ya Phir Nazar Me, Tumko Chhupa Loon

Ab Mujhe Raat Din
Tumhara Hi Khayal Hai
Kya Kahoon Pyar Me
Deewano Jaisa Haal Hai

Deewano Jaisa Haal Hai
Tumhara Hi Khayal Hai

Similar Song Lyrics