Dil Diya Hai (2006)

Afsana Banake Bhool Na Jaana lyrics

Song
Singer(s)Himesh Reshammiya, Tulsi Kumar
MusicHimesh Reshammiya
LyricsSameer Anjaan
MovieDil Diya Hai (2006)

Afsana Banake Bhool Na Jaana
Deewana Banake Door Na Jaana

Afsana Banake Bhool Na Jaana
Deewana Banake Door Na Jaana
Ishq Mera Ishq Deewana –(2)

[Afsana Banake Bhool Na Jaana
Deewana Banake Door Na Jaana] –(2)

Tanha Na Chhodna, Kasmein Na Todna –(2)
Ishq Mera Ishq Deewana

[Afsana Banake Bhool Na Jaana
Deewana Banake Door Na Jaana] –(2)

Yeh Kya Hua Hai, Kaisa Nasha Hai
Chhayi Hai Dil Pe, Kyun Bekhudi
Tumse Hai Kehna, Wada Hai Lena
Dhokha Na Dena, Humko Kabhi

Aawara Har Dhadkan Hai
Bechain Mera Dil Hai
Betaabi Ka Yeh Aalam
Samjhana Mushkil Hai

Yeh Rishta Jodna, Tanha Na Chhodna
Ishq Mera Ishq Deewana

[Afsana Banake Bhool Na Jaana
Deewana Banake Door Na Jaana] –(2)

Zeher, Zeher Hai, Keher, Keher Hai
Teri Chaahaton Ka, Hai Yeh Asar
Yun Bheed Me Bhi, Tanhaiyan Hai
Bechainiyan Hai, Aye Humsafar

Madhoshi Ke Lamhe Hain
Saanson Me Toofan Hai
Lut Jaane Ka Chaahat Me
Ab Mera Armaan Hai

Raahein Na Modna, Kasmein Na Todna
Ishq Mera Ishq Deewana

[Afsana Banake Bhool Na Jaana
Deewana Banake Door Na Jaana] –(2)

Similar Song Lyrics