Singles

Alfaazo lyrics – Mitraz

SongAlfaazo
ArtistMitraz

Alfaazon Ki Aagosh Me
Dil Mera Dhadakta Raha
Baarish Jo Hui Khwaabon Pe
Baadal Sa Bhatakta Raha

In Nazaron Se Hi Tune Jadoo Hai Kiya
Phir Pata Kyun Na Laga, O Piya, O Piya
Aur Khwaabon Mere Thoda Ishq Bhar Diya
Phir Pata Kyun Na Laga, O Piya

Zara Sa Hans Ke Dekho Naa
Yeh Lafz Hain Gum Se Kahin
Meri Yaadon Me Reh, Na Ja
Ke Waqt Guzarta Nahi

Lat Teri Laage, Haan
Saanu Tadpaave, Haan
Kitthe Bach Paawan Haan
Yaadan Saadi, Saajna

In Nazaron Se Hi Tune Jadoo Hai Kiya
Phir Pata Kyun Na Laga, O Piya, O Piya
Aur Khwaabon Mere Thoda Ishq Bhar Diya
Phir Pata Kyun Na Laga, O Piya

Zara Sa Hans Ke Dekho Naa
Yeh Lafz Hain Gum Se Kahin
Meri Yaadon Me Reh, Na Ja
Ke Waqt Guzarta Nahi

Similar Song Lyrics