Badnaamiyan lyrics – Hate Story IV
Song | Badnaamiyan |
Singer | Armaan Malik |
Music | Baman – Chand |
Lyrics | Rashmi Virag |
Movie | Hate Story IV (2018) |
Zindagaani Ke Lamhon Ko Tere Naam Kar Diya –(2)
Khud Ko Teri Hi Khaatir Badnaam Kar Diya
Badnaamiyan Mili, Tanhaaiyan Badhi –(2)
Har Pal Yeh Dil Yaad Tujhe Karta Rehta Hai
Har Pal Tere Sapne Yeh Dekha Karta Hai
Maana, Tumne Raaste Apne Badal Diye
Yeh Bechaara Beete Kal Me Hi Rehta Hai
Aakhiri Saans Ko Bhi Tere Naam Kar Diya –(2)
Khud Ko Tere Hi Khaatir Naakaam Kar Diya
Badnaamiyan Mili, Tanhaaiyan Badhi –(2)
Main Teri Aankhon Me Dekhta Hoon Khud Ko –(2)
Tumko Kya Dikhta Hai Meri Nazron Me, Kaho
Dekhte, Chaahte Subah Ko Shaam Kar Diya –(2)
Khud Ko Teri Hi Khaatir Kurbaan Kar Diya
Badnaamiyan Mili, Tanhaaiyan Badhi –(2)
Zindagaani Ke Lamhon Ko Tere Naam Kar Diya –(2)
Khud Ko Teri Hi Khaatir Badnaam Kar Diya
Badnaamiyan Mili, Tanhaaiyan Badhi –(2)