Badass Ravi Kumar (2025)

Barsaat lyrics – Himesh Reshammiya

SongBarsaat
Singer(s)Himesh Reshammiya
MusicSanjeev-Darshan
LyricsSameer Anjaan
MovieBadass Ravi Kumar (2025)

Dhadkan Bheegi, Saansein Bheegi
Raatein Bheegi, Baatein Bheegi
Jab Se Teri Meri Mulaqaat Ho Gayi

Phir Barson Ke Baad Barsaat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi

Kaajal Tune Lagaaya, Din Me Raat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi

In Boondon Ka Kab Se Mujhe
Tha Intezaar, Tujhe Kaise Bataaun
Tere Liye Main Kis Qadar
Tha Bekaraar, Tujhe Kaise Bataaun

Pyaasa Main, Pyaasi Tu
Pyaasa Pyaasa Sama
Aa, Gale Mil Ke Isko Bujha Lein

Bheega Main Aur Tu Bhi Bheegi
Bheega Aalam, Bheega Mausam
Bheegi Bheegi Tu Bhi Mere Saath Ho Gayi

Phir Barson Ke Baad Barsaat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi

Kaajal Tune Lagaaya, Din Me Raat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi

Anjaam Ki Fikr Nahi Karte Woh
Jo Doobe Rehte Hain Aashiqon Ke Jannat Me
Jaanbaaz Hote Hain Woh Aashiq
Jo Tabaah Ho Jaate Hain
Ishq, Pyar Aur Mohabbat Me

Dhadkan Bheegi, Saansein Bheegi
Raatein Bheegi, Baatein Bheegi
Jab Se Teri Meri Mulaqaat Ho Gayi

Phir Barson Ke Baad Barsaat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi

Kaajal Tune Lagaaya, Din Me Raat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi

Similar Song Lyrics