Chunnari Chunnari – Let's Go! lyrics
Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai (2026)
| Song | Chunnari Chunnari – Let’s Go! |
| Singer(s) | Anuradha Sriram, Asees Kaur, Jonita Gandhi, Sudhir Yaduvanshi, IP Singh |
| Music | Akshay & IP, Anu Malik |
| Lyrics | Sameer Anjaan, IP Singh |
| Movie | Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai (2026) |
Aaja Naa Chhoo Le Meri Chunari Sanam
Kuchh Na Main Bolu Tujhe Meri Kasam
Aayi Jawaani Sar Pe Mere
Tere Bin Kya Karu Jawaani Bereham
Let’s Go
Chunari Chunari, Haaye
Chunnari Chunnari
Saari Rain Din, Saara Chain Mera
Hosh Tabiyat Lutt Ke Le Gayi
Udti Jaaye Ban Ke Patang
Kar Mujhko Tang Yeh Kya Hai Keh Gayi
Chunari Chunari, Haaye
Chunnari Chunnari
Saari Rain Din, Saara Chain Tera
Hosh Tabiyat Lutt Ke Le Gayi
Udti Jaaye Ban Ke Patang
Kar Mujhko Tang Yeh Kya Hai Keh Gayi
Lehraaye Besharmi Se, Tadpaaye Berehami Se
Chhoo Loon Tu Kehde Jo Zara
Aaja Naa Chhoo Le Meri Chunari Sanam
Haaye!
Kuchh Na Main Bolu Tujhe Meri Kasam
Aaja Naa Chhoo Le Meri Chunari Sanam
Kuchh Na Main Bolu Tujhe Meri Kasam
Aaya Deewana Dar Pe Tere
Tere Bin Kya Karu, Bata De Bereham
Chunari Chunari, Haaye
Chunnari Chunnari
Mhaare Dil Me Baji Pichkaari
Rangi Main Poori Thaari Sajna
Teri Choonar Maney Samjha Ri
Ke Ho Gi Tu Hai Mhaari Sajna
Laalganj Ke Laalbagh Se
Laal Chunariya Laayi
Chunari Chunari, Hai Tere Hi Liye Toh Sajni
Laal Rang Me Daal Daal Ke
Laal Laal Rangwaayi
Chunari Chunari, Hai Tere Hi Liye Toh Sajni
Lehraaye Besharmi Se, Tadpaaye Berehami Se
Chhoo Loon Tu Kehde Jo Zara
Aaja Naa Chhoo Le Meri Chunari Sanam
Haaye!
Kuchh Na Main Bolu Tujhe Meri Kasam
Aaja Naa Chhoo Le Meri Chunari Sanam
Kuchh Na Main Bolu Tujhe Meri Kasam
Aaya Deewana Dar Pe Tere
Tere Bin Kya Karu, Bata De Bereham
Chunari Chunari, Haaye
Chunnari Chunnari