Deewana Main Chala lyrics

Pyaar Kiya To Darna Kya (1998)

SongDeewana Main Chala
Singer(s)Udit Narayan
MusicJatin–Lalit
LyricsSameer Anjaan
MoviePyaar Kiya To Darna Kya (1998)

[Deewana, Main Chala
Usey Dhoondhne Bade Pyar Se] –(2)

Deewana, Main Chala
Uske Ghar Ka Pata, Aye Hawa Tu Bata

Deewana, Main Chala
Usey Dhoondhne Bade Pyar Se
Deewana, Main Chala

[Kya Hai Sama, Kya Aasmaan
Masti Me Hai Saara Jahaan
Khila Khila Hai Mausam] –(2)

Yeh Fiza Sandali, Yeh Ghata Manchali

Deewana, Main Chala
Usey Dhoondhne Bade Pyar Se
Deewana, Main Chala

[Sharmaayegi, Ghabraayegi
Phir Woh Mere Paas Aayegi
Usey Na Jaane Dunga] –(2)

Gesuon Ke Tale Hum Milenge Gale

[Deewana, Main Chala
Usey Dhoondhne Bade Pyar Se] –(2)

Deewana, Main Chala
Uske Ghar Ka Pata, Aye Hawa Tu Bata

Deewana, Main Chala
Usey Dhoondhne Bade Pyar Se
Deewana, Main Chala –(3)

Udit Narayan
← Previous Song Next Song →