A Suitable Boy (2020) Series

Dil-e-Nadaan lyrics – Kavita Seth

SongDil-E-Nadaan
Singer(s)Kavita Seth
WriterMirza Ghalib
SeriesA Suitable Boy (2020)

Dil-e-Nadaan, Tujhe Hua Kya Hai –(2)

Aakhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai –(2)

Dil-e-Nadaan, Tujhe Hua Kya Hai –(2)

Jabki Tujh Bin Nahi Koi Maujood –(2)

Phir Yeh Hungama, Aye Khuda Kya Hai –(2)

Aakhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai –(2)

Dil-e-Nadaan, Tujhe Hua Kya Hai

Humko Unse Wafa Ki Hai Ummeed –(3)

Jo Nahi Jaante, Wafa Kya Hai –(2)

Aakhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai –(2)

Dil-e-Nadaan, Tujhe Hua Kya Hai

Jaan Tum Par Nisaar Karta Hoon –(3)

Main Nahi Jaanta, Duaa Kya Hai –(2)

Aakhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai –(2)

Dil-e-Nadaan, Tujhe Hua Kya Hai –(3)

Similar Song Lyrics