Dil Mera Ro Raha lyrics - Sonu Nigam
Singles
| Song | Dil Mera Ro Raha |
| Vocals | Sonu Nigam |
| Composition | Jackie Vanjari |
| Lyrics | Sameer Anjaan |
| Year | 2026 |
Kya Tha Main Aur Kya Ho Gaya
Jo Mera Ishq Tha, Kho Gaya
Mila Jo Dard Woh
Main Hans Ke Seh Gaya
Palkon Me Ashk Kyun
Na Ruka, Beh Gaya
Yaad Karke Tujhe Dil Mera Ro Raha
Mila Jo Dard Woh
Main Hans Ke Seh Gaya
Palkon Me Ashk Kyun
Na Ruka, Beh Gaya
Mujhko Bada Zakham Yeh
Tune Diya
Yeh Zakham Na Kabhi Main
Ab Bhar Paaunga
Teri Yaad Me Tadap Ke
Yun Hi Mar Jaaunga
Tujhe Kya Kahu, Bata Main
Bewafa
Sun Meri Daastaan, Dil Mera Ro Raha
Mila Jo Dard Woh
Main Hans Ke Seh Gaya
Palkon Me Ashk Kyun
Na Ruka, Beh Gaya
Kya Tha Main Aur Kya Ho Gaya
Jo Mera Ishq Tha, Kho Gaya