Ek Ladki Chahiye lyrics - Sonu Nigam, Jaspinder Narula

Kyo Kii Main Jhuth Nahin Bolta (2001)

SongEk Ladki Chahiye
Singer(s)Sonu Nigam, Jaspinder Narula
MusicAnand Raj Anand
LyricsDev Kohli
MovieKyo Kii… Main Jhuth Nahin Bolta (2001)

Ek Ladki Chahiye Khas Khas
Par Ho Woh MA Paas Paas
Laakhon Me Ek Haseena Ho
Har Waqt Rahe Mere Aas Paas

Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisi High-Fi Ek Lugai Chahiye
Mujhko Aisi High-Fi Ek Lugai Chahiye

Ek Ladka Chahiye Khas Khas
Ho LLBA Paas Paas
Laakhon Me Ek Deewana Ho
Har Waqt Rahe Mere Aas Paas

Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisa High-Fi Chann Mahi Chahiye
Mujhko Aisa High-Fi Chann Mahi Chahiye

Gol Gol Chehra Ho Aankhein Billauri
Allah Miyan Bhej Koi Roop Ki Tijori

Gol Gol Chehra Ho Aankhein Billauri
Allah Miyan Bhej Koi Roop Ki Tijori
Haye Mere Rabba Karishma Dikha De
Kisi Dilwale Se Kundli Mila De

Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisa High-Fi Chann Mahi Chahiye
Mujhko Aisa High-Fi Chann Mahi Chahiye

Haye Dil Mera Kehta Hai Ladka Ho Aisa
Saare Shehar Me Na Ho Koi Waisa

Haye Sone Ka Bangla Ho Chaandi Ki Gaadi
Laakh Sawa Laakh Ki Usne Baandhi Ho Saari
Rabb Di Kasam Nahi Chhodunga Mauka
Jaane Na Dunga Mile Ek Baari

Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisi High-Fi Ek Lugai Chahiye
Mujhko Aisi High-Fi Ek Lugai Chahiye

Ek Ladka Chahiye Khas Khas
Ho LLBA Paas Paas
Laakhon Me Ek Deewana Ho
Har Waqt Rahe Mere Aas Paas

Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisa High-Fi Chann Mahi Chahiye
Mujhko Aisa High-Fi Chann Mahi Chahiye

High-Fi Ek Lugai Chahiye

Sonu Nigam Jaspinder Narula
← Previous Song Next Song →