Galatfehmi lyrics - Nadaaniyan
Nadaaniyan (2025)
| Song | Galatfehmi |
| Singer(s) | Tushar Joshi, Madhubanti Bagchi |
| Music | Sachin–Jigar |
| Lyrics | Amitabh Bhattacharya |
| Movie | Nadaaniyan (2025) |
Kya Ho Gaya Yeh –(2)
Kal Hi Talak Toh Sab Theek Tha
Sunta Tha Meri Dhadkan
Tu Itne Nazdeek Tha
Kya Ho Gaya Yeh –(2)
Kal Hi Talak Toh Sab Theek Tha
Kisko Pata Tha
Rishta Yeh Itna Baareek Tha
Ho Ke Ruaan Sa, Meri Jaan –(2)
De Ke Dilaasa, Meri Jaan
Keh Rahi Hai, Jaane Bhi De
Thi Dilon Ki Woh Nadaaniyan
Galatfehmi Meri, Galatfehmi Meri
Woh Tera Pyaar Tha Ya Berehmi Teri
Galatfehmi Meri, Galatfehmi Meri
Fikar Bas Aaj Se Nahi Karni Teri
[
Kya Ho Gaya Yeh –(2)
Kya Ho Gaya
] –(2)
Tha Beech Me Jo Apne Dilon Ke
Kitna Haseen Tha, Maasoom Tha
Par Khel Tha Woh Kuchh Hi Dino Ka
Hamko Kahan Yeh Maaloom Tha
Ho Ke Ruaan Sa, Meri Jaan –(2)
De Ke Dilaasa, Meri Jaan
Keh Rahi Hai, Jaane Bhi De
Thi Dilon Ki Woh Nadaaniyan
Galatfehmi Meri, Galatfehmi Meri
Woh Tera Pyaar Tha Ya Berehmi Teri
Galatfehmi Meri, Galatfehmi Meri
Khabar Bas Aaj Se Nahi Rakhni Teri
Tha Beech Me Jo Apne Dilon Ke
Kitna Haseen Tha, Maasoom Tha
Par Khel Tha Woh Kuchh Hi Dino Ka
Hamko Kahan Yeh Maaloom Tha
Kya Ho Gaya Yeh –(2)
Kya Ho Gaya..