Gehra Hua lyrics - Arijit Singh, Armaan Khan
Dhurandhar (2025)
| Song | Gehra Hua |
| Vocals | Arijit Singh, Armaan Khan |
| Composition | Shashwat Sachdev |
| Lyrics | Irshad Kamil |
| Movie | Dhurandhar (2025) |
Tu Agar Meri, Yeh Hawaayein Teri
Tu Agar Meri, Saari Raahein Teri
Tu Agar Meri, Main Hoon Tera
Tu Agar Meri, Yeh Ujaale Tere
Tu Agar Meri, Dil Hawaale Tere
Tu Agar Meri, Main Hoon Tera
Betaab Sa Mohabbat Ka
Tu Inqalaab Hai
Mera Jahaan Teri Baanhon Me
Khwaab Khwaab Hai
Gehra Hua, Gehra Hua
Rang Aashiqui Gehra Hua
Gehra Hua, Gehra Hua
Dariya Dua Gehra Hua
Tera Hua
Tu Agar Meri, Yeh Hawaayein Teri
Tu Agar Meri, Saari Raahein Teri
Tu Agar Meri, Main Hoon Tera
Palkein Jhapakta Hai Aasmaan
Laakhon Farishton Ki Hai Tu Jaan
Woh Poochhte Hain, Rehti Kahan
Meri Baanhon Me Rehti, Unko Bata
Palkein Jhapakta Hai Aasmaan
Usne Bhi Tujhsa Dekha Kahan
Hain Raunakein Wahan, Tu Hai Jahan
Meri Baanhon Me Rehna, Yahi Hai Dua
Tu Agar Meri, Hai Fasaana Tera
Tu Agar Meri Toh Zamaana Tera
Tu Agar Meri, Main Hoon Tera
Betaab Sa Mohabbat Ka
Tu Inqalaab Hai
Mera Jahaan Teri Baanhon Me
Khwaab Khwaab Hai
Gehra Hua, Gehra Hua
Rang Aashiqui Gehra Hua
Tera Hua
Tu Agar Meri, Yeh Hawaayein Teri
Tu Agar Meri, Saari Raahein Teri
Tu Agar Meri, Main Hoon Tera
Teri Mohabbat Me Jalna Bhi Hai
Aur Tujhse Bach Ke Hi Chalna Bhi Hai
Kuchh Rang Apna Badalna Bhi Hai
Maine Dhalna Tere Rang Me Hai Sada
Tu Chaand Hai Ek Dhadakta Hua
Chori Se Mujhko Hi Takta Hua
Seene Se Lag Ke Chamakta Hua
Meri Jannat Ka Rasta Tu Hi Tu Hua
Tu Agar Meri, Yeh Hawaayein Teri
Tu Agar Meri, Saari Raahein Teri
Tu Agar Meri, Main Hoon Tera
Betaab Sa Mohabbat Ka
Tu Inqalaab Hai
Mera Jahaan Teri Baanhon Me
Khwaab Khwaab Hai
Gehra Hua, Gehra Hua
Rang Aashiqui Gehra Hua
Gehra Hua, Gehra Hua
Dariya Dua Gehra Hua