Is Deewane Ladke Ko lyrics – Alka Yagnik
Song | Is Deewane Ladke Ko |
Singer(s) | Alka Yagnik, Aamir Khan, Sonali Bendre |
Music | Jatin-Lalit |
Lyrics | Sameer Anjaan |
Movie | Sarfarosh (1999) |
Ajay, Don’t Mind
Lekin Itna Acchha Mausam Hai
Aur Tumhe Inn Bemaariyon
Ke Alawa Kuchh Nahi Soojhta
Gulfam Saab Ke Fan Ho
Koi Shayari Vayari Nahi Aati Kya?
Bilkul Aati Hai! Sunaaun?
Hmm Hmm.. Sunao
Arz Hai, Dawa Bhi Kaam Na Aaye, Koi Dua Na Lage
Dawa Bhi Kaam Na Aaye, Koi Dua Na Lage
Mere Khuda, Kisi Ko Pyar Ki Hawa Na Lage
Aadaab!
Iss Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane, Kyun Yeh Ghabraye?
Iss Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane
Kyun Yeh Ghabraye?
Dard-E-Dil, Jaane Na
Paas Main Jitna Aaun
Utni Door Yeh Jaye
Jaye, Haan Jaye
Iss Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane
Kyun Yeh Ghabraye?
Dard-E-Dil, Jaane Na
Paas Main Jitna Aaun
Utni Door Yeh Jaye
Jaye, Haan Jaye
Iss Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane
Kyun Yeh Ghabraye?
Rang Na Dekhe, Roop Na Dekhe
Yeh Jawaani Ki Dhoop Na Dekhe
Arz Hai, Kuchh Majnu Bane, Kuchh Raanjha Bane
Kuchh Majnu Bane, Kuchh Raanjha Bane
Kuchh Romeo, Kuchh Farhad Hue
Iss Rang Roop Ki Chaahat Me
Jaane Kitne Barbaad Hue, Woh Dekho!
Ishq Me Iske Baawri Hoon Main
Yeh Bhala Hai Toh, Kya Buri Hoon Main
Yeh Ladka, Hai Phir Bhi
Jaane Kyun Sharmaye? –(2)
Haaye, Sharmaye!
Iss Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane
Kyun Yeh Ghabraye?
Jaanti Hoon Main Yeh Tadapta Hai
Pyar Me Iska Dil Dhadakta Hai
Jise Dekho, Dil Ki Dhuni Ramata Hai
Arre Yeh Mandir Nahi Hai, Shivala Nahi Hai
Haseeno Se Keh Do, Kahin Aur Jaayein
Mera Dil Hai, Dil! Dharamshala Nahi Hai
Yeh Akele Me Aah Bharta Hai
Phir Bhi Kehne Se Yeh Kyun Darta Hai?
Sach Kuchh Bhi, Bole Na
Jhoothi Baat Banaye –(2)
Haan, Banaye!
Iss Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane
Kyun Yeh Ghabraye?
Dard-E-Dil, Jaane Na
Paas Main Jitna Aaun
Utni Door Yeh Jaye
Jaye, Haan Jaye
Iss Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane
Kyun Yeh Ghabraye?
Phool Khilte Hain, Bahaaron Ka Sama Hota Hai
Aise Mausam Me Hi Toh Pyar Jawaan Hota Hai
Dil Ki Baaton Ko Honthon Se Nahi Kehte
Yeh Fasana Toh Nigaahon Se Bayan Hota Hai