Ishaare lyrics - W.i.S.H.
Sweetburn (2025) Album
| Song | Ishaare |
| Singer(s) | W.i.S.H. |
| Composer(s) | Parth Parekh & Mikey McCleary |
| Lyrics | Mikey McCleary, Parth Parekh, Riya Duggal, Zoe Siddharth, Suchita Shirke, Simran Duggal, Vrindam Nagpal |
| Album | Sweetburn (2025) |
Body To Body To Body –(2)
Talk To Me In Body Language
Body To Body To Body –(2)
Aise Main Samjhaaun
[Ishq Ishq Ke Ishaare, Ishq Ishq Ke Ishaare
Palkon Pe Yun Sanwaare] –(2)
Jaane Tu Bhi Yeh Bhi Jaanu Main
Kehti Kya Meri Aankhein
Adaayein Meri Kheenche Yun
Ruki Kyun Teri Saansein
Ruki Nazar, Padhle Ishaare
Jaanu Magar Tere Iraade
Hoon Besabar, Ab Kar Na Bahaane
Aise Main Samjhaaun
[Ishq Ishq Ke Ishaare, Ishq Ishq Ke Ishaare
Palkon Pe Yun Sanwaare] –(2)
Body To Body To Body –(2)
Talk To Me In Body Language
Body To Body To Body –(2)
Aise Main Samjhaaun
Kaise Main Bulaaun Tujhe Paas, Uff
Meri Aankhon Me
Chhupe Hain Saare Raaz, Look
Dekh Daayein Na Baayein
Don’t Wanna Be Shy
Baby, Mujhse Na Ab Hota Intezaar
I Wanna Learn, I Wanna Learn
Your Body Language
Seedha Saadha Hai Iraada
Can You Manage?
Baatein Body To Body
Want You To Be Naughty
Par Tujhko Kaise Main Samjhaaun
Ruki Nazar, Padhle Ishaare
Jaanu Magar Tere Iraade
Hoon Besabar, Ab Kar Na Bahaane
Aise Main Samjhaaun
[Ishq Ishq Ke Ishaare, Ishq Ishq Ke Ishaare
Palkon Pe Yun Sanwaare] –(2)
Talk To Me In Body Language
Ishq Ishq Ke Ishaare
Body To Body To Body –(2)
Talk To Me In Body Language
Ishq Ishq Ke Ishaare –(2)