Biwi No. 1

Ishq Chandi Hai Ishq Sona Hai lyrics – Biwi No. 1

SongIshq Sona Hai
Singer(s)Hema Sardesai, Shankar Mahadevan
MusicAnu Malik
LyricsSameer Anjaan
MovieBiwi No. 1 (1999)

Ishq Chaandi Hai, Ishq Sona Hai –(2)

Sona Sona Baba –(2)
Sona Sona Sona!

Hai Jawaani Toh Ishq Hona Hai –(4)

Ishq Chaandi Hai, Ishq Sona Hai –(2)

Sona Sona Baba –(2)
Sona Sona Sona!

Hai Jawaani Toh Ishq Hona Hai –(4)

[Iss Umr Me Toh Aisa Hota Hai
Neend Udti Hai, Chain Khota Hai
Yaad Aati Hai, Jaan Jaati Hai
Premi Jagte Hain, Jag Sota Hai] –(2)

Kabhi Hansna Hai, Kabhi Rona Hai –(2)

Sona Sona Baba –(2)
Sona Sona Sona!

Hai Jawaani Toh Ishq Hona Hai –(4)

[Hum Deewano Se Log Jalte Hain
Aisa Karte Hain, Bhaag Chalte Hain
Dil Jo Kehta Hai Hum Woh Karte Hain
Iss Zamaane Se Hum Kya Darte Hain] –(2)

Ishq Jadoo Hai, Ishq Tona Hai –(2)

Sona Sona Baba –(2)
Sona Sona Sona!

Hai Jawaani Toh Ishq Hona Hai –(4)

Ishq Chaandi Hai, Ishq Sona Hai –(2)

Sona Sona Baba –(2)
Sona Sona Sona!

Hai Jawaani Toh Ishq Hona Hai –(4)

Similar Song Lyrics