Khuda Haafiz (2020)

Jaan Ban Gaye lyrics – Khuda Haafiz

SongJaan Ban Gaye
Singer(s)Vishal Mishra, Asees Kaur
MusicMithoon
LyricsMithoon
MovieKhuda Haafiz (2020)

Ehsaas Ki Jo Zubaan Ban Gaye –(2)
Dil Me Mere Mehmaan Ban Gaye
Aapki Taareef Me Kya Kahein
Aap Hamaari Jaan Ban Gaye –(2)

Aap Hi Rab, Aap Imaan Ban Gaye
Aap Hamaari Jaan Ban Gaye

Kismat Se Hamein Aap Humdum Mil Gaye
Jaise Ke Duaa Ko Alfaaz Mil Gaye
Socha Jo Nahi Woh Haasil Ho Gaya
Chaahu Aur Kya Ke Khuda De Ab Mujhe

Rab Se Mila Ek Ayaan Ban Gaye
Khwaabon Ka Mere Makaan Ban Gaye
Aapki Taareef Me Kya Kahein
Aap Hamaari Jaan Ban Gaye –(2)

Aap Hi Rab, Aap Imaan Ban Gaye
Aap Hamaari Jaan Ban Gaye

[Deen Hai Ilaahi Mera Maan Hai Maahi
Main Toh Sajda Karu Unko
Arz Rubaayi Meri Farz Gawaahi Meri
Ishq Hua Mujhko] –(2)
~ Aap Hamaari Jaan Ban Gaye..

Similar Song Lyrics