Jab Se Mera Dil lyrics - Armaan Malik, Palak Muchhal
Amavas (2019)
| Song | Jab Se Mera Dil |
| Singer(s) | Armaan Malik, Palak Muchhal |
| Music | Sanjeev–Darshan |
| Lyrics | Sandeep Nath |
| Movie | Amavas (2019) |
Dil Ko Dil Se Kuchh Hai Kehna
Dil Se Ab Na Door Rehna
Dil Ki Bas Yahi Guzaarish Hai
Dhadkano Ki Sunle Baatein
Jo Labon Se Keh Na Paate
Dil Ki Bas Yahi Guzaarish Hai
[Jab Se Mera Dil Tera Hua
Poochho Na Mujhko, Mujhe Kya Hua
Ab Teri Baahon Me Jeena Mujhe
Warna Hai Mar Jaana] –(2)
Haan.. Shaayad Yeh Pal Phir Na Mile
Na Khatm Ho Yeh Silsile
Ban Ke Dua Tum Jo Mile
Ek Zindagi Aur Jee Lein
Mere Iraadon Ne Tay Kar Liya
Zara Bhi Ab Na Rahe Darmiyan
Meri Wafaaon Ki Hai Yeh Adaa
Gar Ho Juda, Ho Jaaun Fanaa
[Jab Se Mera Dil Tera Hua
Poochho Na Mujhko, Mujhe Kya Hua
Ab Teri Baahon Me Jeena Mujhe
Warna Hai Mar Jaana] –(2)