Saawariya (2007)

Jab Se Tere Naina lyrics – Saawariya

SongJab Se Tere Naina
Singer(s)Shaan
MusicMonty Sharma
LyricsSameer Anjaan
MovieSaawariya (2007)

[Laage Re Laage Re, Laage
Laage Re Nayanwa
Laage Re, Laage Re] –(2)

Jab Se Tere Naina Mere Naino Se Laage Re –(2)

Tab Se Deewana Hua
Sab Se Begaana Hua
Rab Bhi Deewana Laage Re –(2)

Jab Se Tere Naina Mere Naino Se Laage Re

Tab Se Deewana Hua
Sab Se Begaana Hua
Rab Bhi Deewana Laage Re –(2)

Jab Se Tere Naina Mere Naino Se Laage Re

Deewana, Yeh Toh Deewana Laage Re –(2)

[Jab Se Mila Hai Tera Ishaara
Tab Se Jagi Hain Bechainiyan] –(2)

Jab Se Hui Sargoshiyan
Tab Se Badhi Hai Madhoshiyan

Jab Se Jude, Yaara
Tere Mere Mann Ke Dhaage Re

Tab Se Deewana Hua
Sab Se Begaana Hua
Rab Bhi Deewana Laage Re –(2)

[Jab Se Hui Hai Tujhse Sharaarat
Tab Se Gaya Hai Chain-O-Karaar] –(2)

Jab Se Tera Aanchal Dhala
Tab Se Koi Jadoo Chala

Jab Se Tujhe Paaya
Yeh Jiya Dhak-Dhak Bhaage Re

Tab Se Deewana Hua
Sab Se Begaana Hua
Rab Bhi Deewana Laage Re –(2)

Jab Se Tere Naina Mere Naino Se Laage Re

Similar Song Lyrics