Kahaani lyrics - Tanmaya Bhatnagar
Singles
| Song | Kahaani |
| Vocals | Tanmaya Bhatnagar |
| Composition | Mikhail Kuschke |
| Lyrics | Tanmaya Bhatnagar |
| Year | 2022 |
Ruki-Ruki Si Hai Yeh Kahaani
Ummeedon Se Bhari Meri Kahaani
Ruki-Ruki Si Hai Yeh Kahaani
Ummeedon Me Uljhi Meri Kahaani
Baadal Se Chhaaye Yahan Pe, Yahan Pe
Pyaar Ki Lehar Kahan Hai, Kahan Hai
Samjhu Na Matlab Kisi Ka Kabhi Bhi
Yeh Aankhon Ki Baarish Na Jaaye, Na Jaaye
Khuli Hui Si Dil Me Jagah Bhi
Mile Nahi Magar Koi Dawa Kabhi
Khuli Hui Si Hai Yeh Hawa Bhi
Shaayad Mile Yahin Koi Dawa Bhi
Baadal Se Chhaaye Yahan Pe, Yahan Pe
Pyaar Ki Lehar Yahan Hai
Kyun Samjhu Na Matlab Kisi Ka Kabhi Bhi
Yeh Aankhon Ki Baarish Na Jaaye
Yeh Sapno Ki Duniya Kahan Hai
Shaayad Yeh Tumko Pata Hai