Khwaab Dekhoon lyrics - Ek Din
Ek Din (2026)
| Song | Khwaab Dekhoon |
| Vocals | Arijit Singh |
| Composition | Ram Sampath |
| Lyrics | Irshad Kamil |
| Movie | Ek Din (2026) |
Khwaab Dekhu Ya Na Dekhu
Laapata Main, Laapata Tu
Khwaab Dekhu Ya Na Dekhu
Laapata Hoon, Yeh Bata Tu
Hai Agar Yeh Khwaab
Toh Yeh Khwaab Na Toote Kabhi
Ab Toh Nahi Hona Juda
Neend Se Jaagu Na Main
Aur Chaahaton Ka Daur Yeh
Chalta Rahe Yun Hi Sada
Aaj Dil Se Jee Hai Lena
Haan, Magar Yeh Raay Dena
Khwaab Dekhu Ya Na Dekhu
Laapata Main, Laapata Tu
Khwaab Dekhu Ya Na Dekhu
Laapata Hoon, Yeh Bata Tu
Chaand Sirhaane Tale
Aur Baadalon Ki Chaadarein
Chal, Odh Ke So Jaayenge
Yeh Tamanna Hai
Teri Baanhon Ke Ghere Me Kahin
Do Chaar Pal Kho Jaayenge
Ishq Me Hoon Shaayaraana
Haan, Magar Tu Yeh Bataana
Khwaab Dekhu Ya Na Dekhu
Laapata Main, Laapata Tu
Khwaab Dekhu Ya Na Dekhu
Laapata Hoon, Yeh Bata Tu