Lafzon Mein Keh Na Saku lyrics – Abhijeet Sawant
Song | Lafzon Mein |
Singer(s) | Abhijeet Sawant |
Composeer | Biddu |
Lyrics | Sameer Anjaan |
Album | Aapka… Abhijeet Sawant (2005) |
[Lafzon Me Keh Na Saku
Bin Kahe Bhi Reh Na Saku] –(2)
Nasha Hi Nasha Raat Din Hai
Na Poochho, Yeh Kaisa Pyar Hai
Lafzon Me Keh Na Saku
Bin Kahe Bhi Reh Na Saku
Halki Si Barsaat Me, Pehli Mulaqaat Me
Pehli Hi Baar Me Dil Ko Mere Le Gayi
Chaahat Ke Ikraar Me Anjaana Gham De Gayi
Aayi Jab Saamne Jaane Kyun Woh Darr Gayi
Paagal Mujhko Kar Gayi Jaan-e-Mann, Jaan-e-Jaan
[Na Jaane Kya Baat Hai
Lage Ke Din Me Raat Hai] –(2)
Nayi Hai Subah Toh Nayi Shaam
Ajab Haal Mera Yaar Hai
Lafzon Me Keh Na Saku
Bin Kahe Bhi Reh Na Saku
Mera Dil.. Meri Jaan..
Main Yahan, Tu Hai Kahaan
Main Dekhu Mud Ke Jidhar
Aaye Mujhe Tu Nazar
Kehti Hai Chaahatein
Deewana Main Ho Gaya
Teri Chaahat Me, Sanam
Na Jaane Kab Kho Gaya
Yeh Kaisa Hai Asar
Mujhko Na Itni Khabar
Kab Jaaga, Kab So Gaya
Jaan-e-Mann, Jaan-e-Jaan
[Lafzon Me Keh Na Saku
Bin Kahe Bhi Reh Na Saku] –(2)
Nasha Hi Nasha Raat Din Hai
Na Poochho, Yeh Kaisa Pyar Hai
[Lafzon Me Keh Na Saku
Bin Kahe Bhi Reh Na Saku] –(2)