Maine Jisko Chaaha lyrics - Fida
Fida (2004)
| Song | Maine Jisko Chaaha |
| Singer(s) | Sonu Nigam, Alisha Chinai |
| Music | Anu Malik |
| Lyrics | Sameer Anjaan |
| Movie | Fida (2004) |
Maine Jisko Chaaha Mil Gaya
Chain Jabse Aaya Dil Gaya
Dekh Ke Tumhari Yeh Adaa
Janeman, Hui Main Toh Fida
Maine Jisko Chaaha Mil Gaya
Chain Jabse Aaya Dil Gaya
Dekh Ke Tumhari Yeh Adaa
Janeman, Hua Main Toh Fida
Mujhe Kar De Paagal
Yeh Aankhon Ka Kaajal
Deewana Kare Yeh Hansee
Teri Uthti Jhukti
Yeh Qaatil Nigaahein
Sikhaane Lagi Aashiqui
Mujhe Jhoomne De, Tujhe Choomne De
Hai Mauka Bada Dilnasheen
Bekhabar Tujhe Na Yeh Pata
Mere Ishq Ka Hai Yeh Nasha
Maine Jisko Chaaha Mil Gaya
Mohabbat Hoon Main
Mujhko Lab Se Laga Le
Bujha Le Tu Dhadkan Ki Pyaas
Gulaabon Ke Saaye
Khayaalon Pe Chhaaye
Na Kaanta Koi Aas-Paas
Tera Ishq Dil Me Chubhe Lamha Lamha
Tu Jaan Meri, Main Teri Saans
Rang Aisa Chhalka Pyar Ka
Yeh Zamaana Saara Hil Gaya
Maine Jisko Chaaha Mil Gaya