Mann Ye Mera lyrics - Metro In Dino
Metro… In Dino (2025)
| Song | Mann Ye Mera |
| Vocals | Vishal Mishra |
| Music | Pritam |
| Lyrics | Neelesh Misra |
| Movie | Metro… In Dino (2025) |
Pehli Dafa Phir Se Ham Milenge
Hans Ke Poochh Lenge
Tera Naam Kya
Tu Pehli Dafa Dil Par Khatkhataana
Hamein Baahar Bulaana
Naya Kissa Suna Kar Tu
Mantar Chalaaya Ya
Jadoo Rachaaya Ya
Phir Muskuraaya Ya
Mann Yeh Mera
Usne Kehlaaya Ya
Nahi Woh Paraaya Ya
Phir Muskuraaya Ya
Mann Yeh Mera
Mann Yeh Mera..
Maara Yeh Phirta Hai Ishq Abhaaga
Yeh Mann Ka Kaidi Tha Mann Se Bhaaga
Jatan Se Pukaara, Kiya Hai Ishaara
Hai Laut Aaya
Yeh Chaand Jo Hai Ghat Ke Badhta
Jo Dooba Sooraj Hai Phir Se Chadhta
Yeh Duniya Ki Maaya
Jo Phir Pyaar Aaya, Bahut Aaya
Mantar Chalaaya Ya
Jadoo Rachaaya Ya
Phir Muskuraaya Ya
Mann Yeh Mera
Usne Kehlaaya Ya
Nahi Woh Paraaya Ya
Phir Muskuraaya Ya
Mann Yeh Mera
Mann Yeh Mera..