Mausam lyrics - Metro In Dino
Metro… In Dino (2025)
| Song | Mausam |
| Vocals | Arijit Singh |
| Music | Pritam |
| Lyrics | Qaisar Ul Jafri, Sandeep Shrivastava |
| Movie | Metro… In Dino (2025) |
Tum Aankh Moond Ke Pi Jaao
Zindagi Kesar
Ke Ek Ghoont Me Mumkin Hai
Bad-maza Na Lage
Jo Doobna Hai Toh Itne
Sukoon Se Doobo
Ke Aas-paas Ki Leharon
Ko Bhi Pata Na Lage
Zamaana Lage, Zamaana Lage
Zamaana, Zamaana Lage
Tumhare Shehar Ka Mausam
Bada Suhaana Lage
Main Ek Shaam Chura Loon
Agar Bura Na Lage
Tumhare Bas Me Agar Ho Toh
Bhool Jaao Hamein
Tumhe Bhulaane Me Shaayad
Mujhe Zamaana Lage
[
Zamaana Lage, Zamaana Lage
Tumhe Bhulaane Me
Mujhe Zamaana Lage
] –(2)
[
Na Jaane Kya Hai
Kisi Ki Udaas Aankhon Me
] –(2)
[
Woh Munh Chhupa Ke Bhi Jaaye
Toh Bewafa Na Lage
] –(2)
[
Tu Is Tarah Se Mere Saath
Bewafaayi Kar
] –(2)
Ke Tere Baad Mujhe Koi
Bewafa Na Lage
[
Zamaana Lage, Zamaana Lage
Tumhe Bhulaane Me
Mujhe Zamaana Lage
] –(2)