Mela

Mela Dilon Ka (Celebration) lyrics – Mela

SongMela Dilon Ka (Celebration)
Singer(s)Sonu Nigam, Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Nitin Mukesh, Hema Sardesai, Jaspinder Narula
MusicAnu Malik
LyricsDev Kohli
MovieMela (2000)

Iss Duniya Me Desh Kayi
Desh Kayi Me Desh Hai Ek
Aur Uss Desh Ka Naam Hai Bharat
Bharat Bharat Bharat Bharat
Humara Bharat, Tumhara Bharat
Pyara Bharat Pyara Bharat

Pyara Bharat Pyara Bharat
Humara Bharat, Tumhara Bharat

Bharat Desh Me Gaaon Kayi
Gaaon Kayi Me Gaaon Hai Ek
Apne Gaaon Ke Log Hain Nek
Logon Ke Seene Me Rehta Hai Dil
Aur Dil Kehta Hai, Kehta Hai… Dil

Kya Kehta Hai Dil, Ram Ji?

[Mela Dilon Ka Aata Hai
Ek Baar Aake Chala Jaata Hai] –(3)

Aate Hain Musafir
Jaate Hain Musafir
Jaana Hi Hai Sab Ko
Kyun Aate Hain Musafir?

Mela Dilon Ka Aata Hai
Ek Baar Aake Chala Jaata Hai

[Hans Le, Gaa Le
Yeh Din Na Milenge Kal
Thodi.. Khushiyan
Hain Thode Se Yeh Pal] –(2)

Ek Baar Chali Gayi Jo Yeh Bahaarein
Laut Ke Na Aayengi Guzari Bahaarein

Mela Bahaaron Ka..

Mela Bahaaron Ka Aata Hai
Ek Baar Aake Chala Jaata Hai

Aati Hain Bahaarein
Jaati Hain Bahaarein
Jaana Hi Hai Unko
Kyun Aati Hain Bahaarein?

Mela Dilon Ka Aata Hai
Ek Baar Aake Chala Jaata Hai

Saat Ajoobe Iss Duniya Me
Aathwan Hai Roop Tera, Roopa
O Roopa, O Meri Roopa
Mujhse Door Tu Na Jaana, Meri Roopa

Roopa Roopa Roopa Roopa, Hoye!

Aayi Re Jawaani, Jaise Rut Toofani
Pagli Yeh Deewani
Uff, Main Kya Karoon?

Main Bhai Sayaani, Sabko Pareshani
Umr Yeh Suhaani Toh Main Kya Karoon?

Dekh Ri Deewani, Na Kar Tu Nadaani
Baar Baar Nahi Aani
Yeh Pal Bhar Ki Jawaani

Mela Jawaani Ka..

Mela Jawaani Ka Aata Hai
Ek Baar Aake Chala Jaata Hai

Aati Hai Jawaani
Jaati Hai Jawaani
Jaana Hi Hai Isko
Kyun Aati Hai Jawaani?

Mela Dilon Ka Aata Hai
Ek Baar Aake Chala Jaata Hai

Baliye.. Baliye
Kuchh Dil Ki Sunn Baliye
Bas Laute Na Din Baliye

Duniya Ke Iss Mele Me
Dhan Daulat Ka Hai Khela
Dhan Paas Nahi Ho Jiske
Woh Kya Dekhega Mela? –(2)

Dukh Door Karoon Main Uska
Iss Gaaon Me Ho Jo Dukhiya
Har Dukh Ki Dawaa Rakhta Hoon
Kehte Hain Mujhko Mukhiya –(2)

Main Udti Hui Titli Hoon
Haathon Me Nahi Aaungi
Mujhe Kaise Pakad Paaoge
Main Pal Me Udd Jaaungi

Tu Chalegi Aage Aage
Hum Chalenge Peechhe Peechhe
Dil Rakh Denge Hum Apna
Tere Kadmon Ke Neeche

Mela Mohabbat Ka..

Mela Mohabbat Ka Aata Hai
Ek Baar Aake Chala Jaata Hai

Aate Bhi Hain Aashiq
Jaate Bhi Hain Aashiq
Jaana Hi Hai Inko
Kyun Aate Hain Yeh Aashiq?

Mela Dilon Ka Aata Hai
Ek Baar Aake Chala Jaata Hai

Bulbul, Bulbul…
Meri Sakhi Saheli Bulbul

Iss Gaaon Ki Main Bulbul Hoon
Main Udne Ki Hoon Aadee
Main Sab Kuchh Kar Sakti Hoon
Par Karungi Na Main Shaadi
Haan, Karungi Na Main Shaadi

Khela Hai Yahan Mera Bachpan
Na Chhodungi Yeh Aangan
Sunn Bhai Mere, Sunn Gaaon Mere
Na Baandho Koi Bandhan –(2)

Yahi Rasm Hai Iss Duniya Ki
Beti Toh Dhan Hai Paraaya
Dooje Ka Dhan Ghar Apne
Koi Bhi Na Rakh Paaya –(2)

Mela Bidaayi Ka Aata Hai
Ek Baar Aake Chala Jaata Hai

Banke Behna Gudiya
Mere Ghar Me Aayi
Dulhan Banke Jaana Tha
Kyun Gudiya Banke Aayi?

[Mela Dilon Ka Aata Hai
Ek Baar Aake Chala Jaata Hai] –(2)

Similar Song Lyrics