Mera Safar lyrics – Iqlipse Nova
Song | Mera Safar |
Singer | Iqlipse Nova |
Composer | Iqlipse Nova |
Lyrics | Iqlipse Nova |
Main Chala Akele Raaston Pe
Aise Jaise Mere Peechhe Koi Bhi Na
Badhta Main Gaya Aise Jaise
Mujhe Koi Bhi Na Rok Saka
Woh Dhoondh Rahe Dekho Manzil
Maine Maana Raaston Ko Apna Jahaan
Kabhi Koi Noch Kharoch Ke Bhaage
Kabhi Koi Poochhe Kya Tera Pata
Mera Jo Safar Hai, Wahi Mera Ghar Hai
Mujhko Na Duniya Ki Hai Parwaah
Main Hoon Woh Musaafir, Chalta Rahe Jo
Chaahe Roke Toke Mujhe Koi Bhi Yahan
Mere Jo Hain Sapne, Wahi Mere Apne
Mujhko Na Duniya Ki Hai Parwaah
Main Hoon Woh Musaafir, Chalta Rahe Jo
Chaahe Roke Toke Mujhe Koi Bhi Yahan
Logon Ne Bola, In Raaston Pe Jaana Nahi
Khwaabon Ke Peechhe Jaa Ke
Kuchh Bhi Hai Paana Nahi
Dekho Zamaana, Main Puraana Hoon Musaafir
Zindagi Aise Kaise Kal Ka Thikaana Nahi
Paaya Hai Jab Se Khud Ko
Paani Sa Main Behna Chaahu
Darta Na Lehron Se Main
Baadalon Me Rehna Chaahu
Chhoo Loon Main Aasmaan
Sitaaron Se Yeh Kehna Chaahu
Tujhko Yeh Hai Na Pata
Mera Jo Safar Hai, Wahi Mera Ghar Hai
Mujhko Na Duniya Ki Hai Parwaah
Main Hoon Woh Musaafir, Chalta Rahe Jo
Chaahe Roke Toke Mujhe Koi Bhi Yahan
Mere Jo Hain Sapne, Wahi Mere Apne
Mujhko Na Duniya Ki Hai Parwaah
Main Hoon Woh Musaafir, Chalta Rahe Jo
Chaahe Roke Toke Mujhe Koi Bhi Yahan
Yun Toh Meri Bhi Subah
Hoti Thi Kisi Khaas Ke Saath
Yun Toh Mere Bhi Haath Me
Hota Tha Kisi Ka Haath
Toofaan Sa Ek Aaya Tha
Toota Main Ghabraaya Tha
Apno Ko Chheena Aise
Main Kuchh Na Kar Paaya Tha
Dil Ki Zubaan, Dil Ki Zubaan
Keh Na Saka, Keh Na Saka
Aati Abhi Khwaabon Me Bhi
Meri Wafa..
[Mera Jo Safar Hai, Wahi Mera Ghar Hai
Mujhko Na Duniya Ki Hai Parwaah
Main Hoon Woh Musaafir, Chalta Rahe Jo
Chaahe Roke Toke Mujhe Koi Bhi Yahan
Mere Jo Hain Sapne, Wahi Mere Apne
Mujhko Na Duniya Ki Hai Parwaah
Main Hoon Woh Musaafir, Chalta Rahe Jo
Chaahe Roke Toke Mujhe Koi Bhi Yahan] –(2)
Mera Safar..