Mile Tum lyrics - Vismay Patel
Singles
| Song | Mile Tum |
| Vocals | Vismay Patel |
| Composition | Vismay Patel, Shrey Gupta |
| Lyrics | Vismay Patel |
| Year | 2025 |
Sapno Ki Kashti Beh Jaayein Ham Bhi
Leharon Si Hai Tu, Doobe Hain Ham Bhi
Bole Bina Sab Kuchh Kahein
Mann Yeh Baawra Na Sune
Hone Se Tere Zindagi
Khwaab Sa Jahaan Yeh Lage
Mile Tum, Mil Gaya Jahaan –(2)
Bikhri Raatein, Thehre Din Yeh
Pal Kahin Beet Na Jaaye
Behke Behke Thoda Ham Bhi
Beh Jaayein Ham Bhi Yahin
Aankhon Se Keh Bhi Do Naa
Tum Mujhse Jo Dil Me Hai
Baanhon Me Yun Bharlo Naa
Sun Loon Main Jo Dil Me Hai
Bole Bina Sab Kuchh Kahein
Mann Yeh Baawra Na Sune
Hone Se Tere Zindagi
Khwaab Sa Jahaan Yeh Lage
Mile Tum, Mil Gaya Jahaan –(4)