Nasha lyrics - Aanchal Tyagi

Singles

SongNasha
Singer(s)Aanchal Tyagi
ComposerAanchal Tyagi
WriterShayra Apoorva
Year2025

Dil Nu Chura Leya Raanjha

Teri Baaton Ka Jadoo Aisa
Aankhon Ke Surme Jaisa
Kitna Mitaaun Yeh Toh
Mit’ta Nahi Hai

Socha Tha Maine Jaisa
Tu Hoobahoo Hai Waisa
Jaaye Jahan Tu Mujhko
Jaana Wahan

Hota Bechainiyon Me Kaisa
Chain Chhipa
Baatein Pehle Yeh Saari Maahi
Thi Na Pata

Tere Milne Se Jaana Maine
Jaaniya Ve Jaaniya

[Kareya Nasha Main Tera
Doob Doob Ke
Tere Jaisa Koi Na, Jana
Khoob Khoob Ve] –(2)

Chain Yeh Nigaahein Meri
Paaye Na, Paaye Na
Saamne O Maahi, Tu Jo Aaye Na

Khwaab Tere Baajo Koi
Aaye Na, Aaye Na, Haaye
Ankhiyon Ko Jaane Tu Sikhaaye Kya

Hota Bechainiyon Me Kaisa
Chain Chhipa
Baatein Pehle Yeh Saari Maahi
Thi Na Pata

Tere Milne Se Jaana Maine
Jaaniya Ve Jaaniya

[Kareya Nasha Main Tera
Doob Doob Ke
Tere Jaisa Koi Na, Jana
Khoob Khoob Ve] –(2)

Aanchal Tyagi
← Previous Song Next Song →