Nazar Battu lyrics - Jubin Nautiyal

Son of Sardaar 2 (2025)

SongNazar Battu
Singer(s)Jubin Nautiyal
MusicHarsh Upadhyay
LyricsPranav Vatsa
MovieSon of Sardaar 2 (2025)

[Mantar Yeh Kaisa Tune Padha
Main Tera Hua, Main Tera Hua] –(2)

Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Teri Rakhwaali Ki Zid Hai Meri
Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Dhaage Me Rakhle Tu

[Nazar Battu, Nazar Battu
Mujhe Tera Bana Le Tu] –(2)

[Parwaah Hi Nahi Ab Kya Hai Mera
Main Khud Hi Mera Na Raha] –(2)

Tu Sajti Rahe, Main Teeka Banu
Tu Takti Rahe, Main Kaajal Hoon
Teri Chhan Chhan Me Main Paayal Hoon
Tera Ittr Ban Ke Mehku

[Nazar Battu, Nazar Battu
Mujhe Tera Bana Le Tu] –(2)

[Laddu Motichoor Khaaye
Woh Jo Pyaar Me Ho Jaaye
Phir Roz Pachhtaaye
Phans Jaata Hai Yahan

Tune Dekhi Na Hai Laayi
Aaj Dekhli Mithaayi
Tere Bas Ki Na Bhai
Tujhe Samajh Kahan] –(2)

Kya Tujhe Hai Khabar
Kyun Nahi Tu Jaanta
Tu Rahe Door Jo
Har Kahin Main Laapata

Ishq Ki Kya Zubaan
Teri Aankhon Se Bayaan
Noor Tu Chaand Sa
Tere Sadke Main Yahan

Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Teri Rakhwaali Ki Zid Hai Meri
Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Dhaage Me Rakhle Tu

[Nazar Battu, Nazar Battu
Mujhe Tera Bana Le Tu] –(4)

Main Tera Hoon, Main Tera Hoon –(2)

Nazar Battu, Nazar Battu
Main Tera Hoon, Main Tera Hoon

[Laddu Motichoor Khaaye
Woh Jo Pyaar Me Ho Jaaye
Phir Roz Pachhtaaye
Phans Jaata Hai Yahan

Tune Dekhi Na Hai Laayi
Aaj Dekhli Mithaayi
Tere Bas Ki Na Bhai
Tujhe Samajh Kahan] –(2)

Jubin Nautiyal
← Previous Song Next Song →