Jab Pyaar Kisise Hota Hai (1998)

O Jana Na Jaana lyrics – Jab Pyaar Kisise Hota Hai

SongO Jaana Na Jaana
Singer(s)Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
MusicJatin-Lalit
LyricsAnand Bakshi
MovieJab Pyaar Kisise Hota Hai (1998)

[O Jana, Na Jaana
Yeh Dil Tera Deewana] –(2)

Jahan Bhi Tu Jaaye
Tere Peechhe Aaye Yeh
Tera Aashiq Puraana

O Jana, Na Jaana
Yeh Dil Tera Deewana

Jahan Bhi Tu Jaaye
Tere Peechhe Aaye Yeh
Tera Aashiq Puraana

O Jana, Na Jaana..

Zor Chalta Nahi, Kya Karu
Dil Sambhalta Nahi, Kya Karu
Aisa Kaanta Laga Pyar Ka
Ab Nikalta Nahi, Kya Karu

Teri Nigaahon Ka Main
Ban Gaya Hoon Nishaana

O Jana, Na Jaana
Yeh Dil Tera Deewana

Jahan Bhi Tu Jaaye
Tere Peechhe Aaye Yeh
Tera Aashiq Puraana

O Jana, Na Jaana..

Saari Duniya Se Hum Rooth Ke
Aa, Mohabbat Karein Toot Ke
Ud Na Jaaye Kabhi, Kya Pata
Koi Bhanwra Mujhe Loot Ke

Bhanwra Nahi Hai
Mera Naam Hai Parwaana

[O Jana, Yeh Maana
Tu Hai Mera Deewana] –(2)

Tu Kare Jo Ishaara
Chali Aaun, Yaara Main
Chhod Ke Yeh Zamaana

Similar Song Lyrics