Pyaar Manga Hai Tumhi Se lyrics - Jubin Nautiyal

Pehla Pyaar Doosri Baar (2026)

SongPyaar Manga Hai Tumhi Se
VocalsJubin Nautiyal
CompositionRochak Kohli
LyricsRaj Shekhar
MoviePehla Pyaar Doosri Baar (2026)

[
Jahan Dil Hai, Wahin Rakhle
Tu Naam Apne Mujhe Likhle

Bada Seedha Sa Hai Sauda
Ke Maine Pyaar Ke Badle

Pyaar Maanga Hai Tumhi Se –(2)
] –(2)

Tum Ban Gaye Ho Sukoon
Tum Bin Main Kaise Rahu
Mere Khayaalon Ko Tumse
Hi Fursat Nahi

Tum Haan Kaho, Na Kaho
Tum Mere Ho Ya Na Ho
Dil Ko Mere Tumse Koi
Shikaayat Nahi

Meri Aankhon Me Dekho
Yeh Sacchi Mohabbat Hai
Yeh Sirf Chaahat Nahi

Kisi Se Bhi Nahi Maanga
Yeh Maine Aaj Se Pehle

Bada Seedha Sa Hai Sauda
Ke Maine Pyaar Ke Badle

Pyaar Maanga Hai Tumhi Se –(2)

Tera Milna, Yun Sang Chalna
Ho Teri Ijaazat Toh Ek Baar
Thaamu Main Haath Tera

Ho Saath Tera
Yeh Saath Rahe, Na Rahe
Par Yeh Lamha Rahega Sada

Yeh Mujhko Pata
Hai Iske Siwa Na Koi Iltija

Pyaar Maanga Hai Tumhi Se –(2)

Jubin Nautiyal
← Previous Song Next Song →