Singles

Pyar Hona Na Tha lyrics – Jubin Nautiyal, Payal Dev

SongPyaar Hona Na Tha
Singer(s)Jubin Nautiyal, Payal Dev
ComposerPayal Dev
WriterKunaal Vermaa

Laazmi Nazar Ko Tu Behisaab Ho Gaya
Kitna Haseen Yeh Ittefaaq Ho Gaya
Kal Jo Bhi Tha Mera, Tere Naam Ho Gaya

Pyar Hona Na Tha, Pyar Ho Hi Gaya
Chain Khona Na Tha, Chain Kho Hi Gaya
Dil Mera Ab Tera, Yaar Ho Hi Gaya
Pyar Hona Na Tha, Pyar Ho Hi Gaya

Laazmi Nazar Ko Tu Behisaab Ho Gaya
Kaisa Haseen Yeh Ittefaaq Ho Gaya
Kal Jo Bhi Tha Mera, Tere Naam Ho Gaya

Pyar Hona Na Tha, Pyar Ho Hi Gaya
Chain Khona Na Tha, Chain Kho Hi Gaya
Dil Mera Ab Tera, Yaar Ho Hi Gaya
Pyar Hona Na Tha, Pyar Ho Hi Gaya

Tune Haath Choom Ke Mera
Kismat Likhi Nayi
Yeh Lakeerein Ab Se Pehle
Thi Kabhi Dikhi Nahi

Aaj Se Dhadkanein Ghulaam Hain Teri
Hai Meri Subah Teri Aur Shaam Hai Teri

In Aankhon Ko Tera Intezaar Ho Gaya
Pyar Hona Na Tha, Pyar Ho Hi Gaya
Dil Mera Ab Tera, Yaar Ho Hi Gaya
Pyar Hona Na Tha, Pyar Ho Hi Gaya

Pyar Hona Na Tha, Pyar Ho Hi Gaya
Chain Khona Na Tha, Chain Kho Hi Gaya

Similar Song Lyrics