Pyar Ka Zamana lyrics – Brahma
| Song | Pyar Ka Zamana |
| Singer(s) | Kumar Sanu, Alka Yagnik |
| Music | Bappi Lahiri |
| Lyrics | Prayag Raj |
| Movie | Brahma (1994) |
[Pyar Ka Zamaana Kabhi Hoga Na Puraana
Pyar Karte Hain, Karte Rahenge
Naye Premiyon Ki Tarah] –(2)
[Labb Pe Milan Ki Kahani Rahegi
Pyar Pe Apne Jawaani Rahegi] –(2)
[Sona Toh Suhana, Kabhi Lage Na Puraana
Roz Milne Ko Tadpa Karenge
Naye Premiyon Ki Tarah] –(2)
Pyar Ka Zamaana Kabhi Hoga Na Puraana
Pyar Karte Hain, Karte Rahenge
Naye Premiyon Ki Tarah
[Dil Me Tu Rakhna, Nigaahon Me Rakhna
Saari Umr Humein Baahon Me Rakhna] –(2)
[Waqt Jo Bhi Paana, Sang-Sang Tu Bitaana
Dono Ek-Tak Dekha Karenge
Naye Premiyon Ki Tarah] –(2)
[Pyar Ka Zamaana Kabhi Hoga Na Puraana
Pyar Karte Hain, Karte Rahenge
Naye Premiyon Ki Tarah] –(2)
Naye Premiyon Ki Tarah