Raah Mein Unse Mulaqat lyrics

Vijaypath (1994)

SongRaah Mein Unse Mulaqat
Singer(s)Kumar Sanu, Alka Yagnik
MusicAnu Malik
LyricsZameer Kazmi
MovieVijaypath (1994)

Raah Me Unse Mulaqaat Ho Gayi –(2)
Jisse Darte The, Wohi Baat Ho Gayi

Raah Me Unse Mulaqaat Ho Gayi –(2)
Jisse Darte The, Wohi Baat Ho Gayi

[Ishq Ke Naam Se Darr Lagta Tha
Dil Ke Anjaam Se Darr Lagta Tha] –(2)

Dil Ke Anjaam Se Darr Lagta Tha

Aashiqui Wohi Mere Saath Ho Gayi –(2)
Jisse Darte The, Wohi Baat Ho Gayi

[Tere Bin Kuchh Nahi Bhaata Hai Mujhe
Har Taraf Tu Nazar Aata Hai Mujhe] –(2)

Har Taraf Tu Nazar Aata Hai Mujhe

Zindagi Taaron Ki Baraat Ho Gayi –(2)
Jisse Darte The, Wohi Baat Ho Gayi

[Aankh Roye Naam Pe Tere
Saawan Ki Tarah
Tu Samaayi Dil Me Mere
Dhadkan Ki Tarah] –(2)

Dhadkan Ki Tarah

Har Taraf Pyar Ki Barsaat Ho Gayi –(2)
Jisse Darte The, Wohi Baat Ho Gayi

Raah Me Unse Mulaqaat Ho Gayi –(2)
Jisse Darte The, Wohi Baat Ho Gayi

Alka Yagnik Kumar Sanu
← Previous Song Next Song →