Rahein Na Rahein Hum lyrics - Thamma

Thamma (2025)

SongRahein Na Rahein Hum
Singer(s)Soumyadeep Sarkar
MusicSachin–Jigar
LyricsAmitabh Bhattacharya
MovieThamma (2025)

Aur Kya Chaahiye Ke Zindagi Bhar Tujhe
Reh Sakein Yaad Hum

Rahein Na Rahein Hum –(2)

Saath Na Ho Ke Bhi Har Ek Din, Har Ghadi
Hain Tere Saath Hum

Rahein Na Rahein Hum –(2)

[Tujhse Juda Hum Kahan
Hain Bas Wahin, Tu Jahan] –(2)

Tujhme Aabaad Hum

Rahein Na Rahein Hum –(2)

[Pyaar Jo Na Kisi Ko Samajh Aaye Re
Sirf Mehsoos Jisko Kiya Jaaye Re
Taul Paayein Na Tuk Ke Taraazu Jisey
Waqt Ke Daayre Baandh Na Paayein Re] –(2)

Tujhse Wahi Toh Kiya
Dil Kya Tujhe Sab Diya
Har Reet Se, Rasm Se
Bandish Ki Har Kism Se

Ab Hain Aazaad Hum

Rahein Na Rahein Hum –(2)

Aur Kya Chaahiye Ke Zindagi Bhar Tujhe
Reh Sakein Yaad Hum

Rahein Na Rahein Hum..

Soumyadeep Sarkar
← Previous Song Next Song →