Safar Khoobsurat lyrics - Hansika Pareek
Singles
| Song | Safar Khoobsurat |
| Singer(s) | Hansika Pareek |
| Composer | Shubham Agrawal |
| Writer | Shubham Agrawal |
| Year | 2026 |
Ankhiyon Ka Kaajal Mera
Tera Naam Le
Kiye Kya Karam Maine
Hain Jo Hum Mile
Kangna Mera Khanke
Hai Tere Liye, Sajna
Haath Jo Pakad Ke Tere
Saath Chal Diye
Safar Khoobsurat Bahut Hai Yeh –(2)
Pehli Dafa Yeh Dil Ko Laga Hai
Jaise Mukammal Sab Kuchh Hua Hai
Mujhko Mili Hai Saansein Yeh Aise
Pyaase Ko Jaise Paani Mila Hai
Jo Ab Hai Jeena, Tu Hi Wajah Hai
Tu Hi Wajah Hai
Bindiya Meri Chamke
Hai Tere Liye, Sajna
Haath Jo Pakad Ke Tere
Saath Chal Diye
Safar Khoobsurat Bahut Hai Yeh –(2)