Aangan Ki Kali (1979)

Saiyan Bina lyrics – Aangan Ki Kali

SongSaiyan Bina
Singer(s)Lata Mangeshkar, Bhupinder Singh
ComposerBappi Lahiri
LyricsShailey Shaliendra
MovieAangan Ki Kali (1979)

Saiyaan Bina Ghar Soona Soona

Saiyaan Bina Ghar Soona
Raahi Bina Jaise Sooni Galiyan
Bin Khushboo Jaise Sooni Kaliyan

Saiyaan Bina Ghar Soona Soona
Saiyaan Bina Ghar Soona

[Soona Din, Kaali Ratiyan
Ansuan Se Bheegi Takiya
Har Aahat Pe Dari Dari
Raah Take Meri Ankhiyan] –(2)

Chaand Bina Jaise Sooni Ratiyan
Phool Bina Jaise Sooni Baghiyan
Saiyaan Bina Ghar Soona

Saiyaan Bina Ghar Soona Soona –(2)
Saiyaan Bina Ghar Soona

[Andhiyaare Baadal Chhaaye
Kuchh Bhi Na Mann Ko Bhaaye
Dekh Akeli, Ghere Mujhe
Yaadon Ke Kaale Saaye] –(2)

Chaand Bina Jaise Sooni Ratiyan
Phool Bina Jaise Sooni Baghiyan
Saiyaan Bina Ghar Soona Soona
Saiyaan Bina Ghar Soona

Aansoo Yun Na Bahaaao
Yeh Moti Na Lutaao

[Rukti Nahi Hai Waqt Ki Dhaara
Pal Pal Badle Jag Yeh Saara] –(2)

Jaise Dhalegi Raat Andheri
Muskaayega Sooraj Pyaara

Sukh Ke Liye Pade Dukh Bhi Sehna
Ab Na Kabhi Phir Tum Yeh Kehna
Saiyaan Bina Ghar Soona Soona
Saiyaan Bina Ghar Soona

Similar Song Lyrics