Bhool Bhulaiyaa (2007)

Sajda lyrics – Bhool Bhulaiyaa

SongSajda
Singer(s)KK
MusicPritam
LyricsSameer Anjaan
MovieBhool Bhulaiyaa (2007)

[Maaf Kare, Insaaf Kare
Rab Ho Na Khafa, Ho Na Khafa
Jaan-e-Jahaan Se Begaane Jahaan Se
Ab Main Hoon Juda, Main Hoon Juda

Jaan Liya Hai Maine Maan Liya Hai
Maine Pyar Ko Apna Khuda

Sajda, Main Karu Pyar Ka Sajda
Sajda, Main Karu Yaar Ka Sajda
Sajda, Karu Deedaar Ka Sajda
Sajda, Main Karu Pyar Ka Sajda] –(2)

Har Chaahat Mannat Si Lage
Mujhe Duniya Bhi Jannat Si Lage
Khwaabon Me Bikhri Jhalak Se Mila
Main Toh Zameen Pe Falak Se Mila

Hosh Nahi Hai Ab Hosh Nahi
Chhaaya Hai Mujhpe Nasha

Sajda, Main Karu Pyar Ka Sajda
Sajda, Main Karu Yaar Ka Sajda
Sajda, Karu Deedaar Ka Sajda
Sajda, Main Karu Pyar Ka Sajda

Har Afsaana Nazar Se Bayaan
Mere Ehsaas Ka Rang Jawaan
Aise Jazbaaton Se Dil Yeh Mila
Jaise Viraano Me Phool Khila

Saari Fiza Me Rawaan Hai Rawaan
Meri Dhadkano Ki Sada

Sajda, Main Karu Pyar Ka Sajda
Sajda, Main Karu Yaar Ka Sajda
Sajda, Karu Deedaar Ka Sajda
Sajda, Main Karu Pyar Ka Sajda

Maaf Kare, Insaaf Kare
Rab Ho Na Khafa, Ho Na Khafa
Jaan-e-jahaan Se Begaane Jahaan Se
Ab Main Hoon Juda, Main Hoon Juda

Jaan Liya Hai Maine Maan Liya Hai
Maine Pyar Ko Apna Khuda

Sajda, Main Karu Pyar Ka Sajda
Sajda, Main Karu Yaar Ka Sajda
Sajda, Karu Deedaar Ka Sajda
Sajda, Main Karu Pyar Ka Sajda

Similar Song Lyrics