Singles

Samandar Sharaab lyrics – Madhur Sharma

SongSamandar Sharaab
Singer(s)Madhur Sharma
ComposerHarshit Shrivastava
LyricsJay Tanna SIFAR

Mujhe Baanhon Me Teri Hosh Na Tha
Zara Bezubaan Tha Main, Khaamosh Na Tha

Tinka Tinka Sahaara Chhod Ke Dil –(2)
Jaan Kar Dooba, Tera Dosh Na Tha

Ishq Jhootha..

Ishq Jhootha Sahi Behisaab Kardo
Phir Saare Samandar Sharaab Kardo –(2)

Meri Haalat, Sanam Tum Kharaab Kardo –(2)
Phir Saare Samandar Sharaab Kardo –(2)

Yahi Soch Phir Tumne Vaada Kiya Tha –(2)
Ke Mujhko Khabar Thi Ke Aadha Kiya Tha
Wahi Baat Phir Poochhta Hoon Ke Mujhse
Kabhi Pyar Kya Khud Se Zyada Kiya Tha

Is Bewafa..

Is Bewafa Haqeeqat Ko Khwaab Kardo –(2)
Phir Saare Samandar Sharaab Kardo –(2)
Meri Haalat, Sanam Tum Kharaab Kardo –(2)
Phir Saare Samandar Sharaab Kardo –(2)

Similar Song Lyrics