Sharara lyrics - Mere Yaar Ki Shaadi Hai
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (2002)
| Song | Sharara |
| Singer(s) | Asha Bhosle |
| Music | Jeet–Pritam |
| Lyrics | Javed Akhtar |
| Movie | Mere Yaar Ki Shaadi Hai (2002) |
Lehra Ke, Balkha Ke
Lehra Ke, Balkha Ke
Balkha Ke, Lehra Ke
Aag Laga Ke, Dilon Ko Jala Ke
Karu Main Ishaara
[Sharara Sharaara, Sharara Sharaara
Sharara Sharaara
Main Hoon Ek Sharara] –(2)
Shola Hai Yeh Tann Mera
Arey, Dekho Tum Paas Na Aana
Shamma Ke Jo Paas Aaya
Arey, Jalta Hai Woh Hi Parwaana
Mere Deewano, Baat Ko Samjho
Door Se Dekho Mera Yeh Nazaara
Sharara Sharaara, Sharara Sharaara
Sharara Sharaara
Main Hoon Ek Sharara Rara Ra
Sharara Sharaara, Sharara Sharaara
Sharara Sharaara, Main Hoon Ek Sharara
Bijli Ban Ke Girti Hoon
Main Naagin Ban Ke Dasti Hoon
Chheene Hosh Jo Sab Ke
Main Hi Toh Aisi Masti Hoon
Rang Chhalka Doon, Saansein Mehka Doon
Pal Me Dhadka Doon Main Yeh Dil Tumhara
Sharara Sharaara, Sharara Sharaara
Sharara Sharaara, Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharaara, Sharara Sharaara
Sharara Sharaara
Main Hoon Ek Sharara Rara
Lehra Ke, Lehra Ke.. Balkha Ke, Balkha Ke..
Lehra Ke, Balkha Ke
Balkha Ke, Lehra Ke
Aag Laga Ke, Dilon Ko Jala Ke
Karu Main Ishaara
[Sharara Sharaara, Sharara Sharaara
Sharara Sharaara
Main Hoon Ek Sharara] –(2)